BISP 8171 Payment Start in Gujrat – May Update 2025

BISP 8171 Payment Start in Gujrat – May 2025 ki tareek update kar di gayi hai. Gujrat district ke logon ko 13 May 2025 se 13,500 rupay ki adaigi shuru ho rahi hai. Payment sirf camp centers se milegi. Har mustahiq shakhs apna CNIC number 8171 par SMS karke apni tasdeeq kar sakta hai.

BISP 8171 Payment Start in Gujrat – May 2025 | Camp Centers Ki List 🏢

DistrictTehsilCampsite Location
GujratGujrat CityGovernment Comprehensive High School, Servis Morr Gujrat
GujratKharianGovernment Asghar Ali Graduate College for Girls, GT Road Kharian
GujratSara e AlamgirMC Jinnah Hall, GT Road Sara e Alamgir

8171 SMS Se Payment Check Karne Ka Tareeqa 📲

Apna CNIC number 8171 par SMS karein aur apni payment ki eligibility ko confirm karein. Aapko foran jawab mil jaayega.

8171 web portal online payment check krne k lie link pr click kren : 8171.bisp.gov.pk

Payment Lene Ka Tareeqa 💳

  • Asal CNIC le kar apne tehsil ke camp center jaayein.
  • Biometric verification ke baad payment milegi.
  • Aapko 13,500 rupay cash ada kiye jaayenge.
  • Koi mushkil ho to BISP helpline 8171 par rabta karein.

Important Points 📝

  • Sirf original CNIC par payment milegi.
  • Timing subha 8 se shaam 6 bajay tak hai.
  • Apni turn ka intizaar karein, ghaflat na bartein.
  • Apni slip aur record safe rakhein.

BISP Complaint Method

Agar aapko BISP 8171 payment se paisay cut (deduct) hone ki shikayat hai to sab se pehle apne payment slip aur receipt ko check karein. Agar agent ne zyada paisay kaate hain to foran BISP helpline 8171 par call karein ya apne ilaqay ke BISP tehsil office ja kar complaint file karein. Har mustahiq shakhs ko poore 13,500 rupay milne ka haq hai, aur illegal deduction karne walon ke khilaf karrwai hoti hai. Aap payment SMS record, slip, aur CNIC ki copy ke sath apni report jama karwa sakte hain.

FAQs – Sawalat aur Jawabat ❓

Q: BISP 8171 Gujrat main payment kab shuru ho rahi hai?
A: 13 May 2025 se.

Q: Kitni payment milegi?
A: Rs. 13,500.

Q: Kya payment sirf camp center se milegi?
A: Ji haan.

Q: CNIC check kaise karna hai?
A: 8171 par apna CNIC send kar ke.

READ MORE : BISP 8171 Payment In Sialkot Start Tomorrow

Leave a Comment