Introduction
Aksar log sawaal karte hain ke (11 Reasons Why Your BISP Payment Stopped April 2025 & How to Fix It) hum ne BISP Dynamic Survey bhi karwaya tha ya humein pehle payment mil rahi thi, magar ab hamari payment stop kyun ho gayi hai? Aaj main aapko 10 main reasons bataunga jinki wajah se ya to aap BISP 8171 ke liye ineligible ho jate hain ya phir apki BISP 13500 payment ruk jati hai.
Agar aap chahtay hain ke new update BISP 8171 13500 april payment status 2025 check kar sakein ya april 8171 online PMT score check online by CNIC Pakistan karna chahte hain, to ye article aapke liye bohot zaroori hai.
Top 11 Reasons for Payment Stoppage
1. PMT Score Increase
Agar aapka PMT score 32 se zyada ho jata hai to aap 2 saal tak BISP 8171 ke liye ineligible ho jate hain. Aap PMT score check online ya PMT score check by CNIC karke apni eligibility confirm kar sakte hain.
CHECK YOUR PMT ONLINE 👇

2. Not Updating NADRA Records
Agar aapke CNIC ya gharane ka koi bhi record NADRA me update nahi hai, to aapka BISP 8171 kafaalat ka hissa banna mushkil ho sakta hai. Apne records latest update 8171 web portal today april 2025 par check karna zaroori hai.
3. Buying Property or Vehicle
Agar aap ya aapka shohar koi property ya vehicle (moter cycle, car, ya koi aur gaari) kharid lein, to BISP Benazir Income Support Programme 8171 aapko ineligible kar sakta hai.
4. Having a Government Job
Agar aap ya aapka shohar sarkari mulazmat karta hai, to aap sirf BISP 8171 March 2025 payment eligibility se hi bahar nahi hote, balki aapko jitni bhi installments mili hain wo wapas karni par sakti hain.
5. Receiving Pension
Agar aap ya aapka shohar hukoomat ki taraf se pension le rahe hain, to bhi aap BISP 13500 payment status check april 2025 karne par ineligible show ho sakte hain.
6. Abroad Travel
Agar aap ya aapka shohar Umrah ya kisi bhi wajah se abroad travel karte hain, to bhi aap BISP 8171 check online CNIC 2025 me eligible nahi honge.
7. Using BISP Registered Phone Number for Mobile Banking
Agar aapne survey ke waqt jo contact number diya tha us par EasyPaisa ya JazzCash zyada use hota hai, ya us number par 1000 PKR se zyada ka load hota hai, to BISP 8171 aapko system se out kar sakta hai.
8. Having FBR Registration
Agar aap ya aapka shohar FBR me registered hain, to aap BISP 8171 kafaalat april payment 2025 ke liye ineligible ho jate hain. FBR ka data Benazir Income Support Programme ke saath connected hota hai.
9. Not Updating Child’s B-Form
Agar NADRA me bachon ka B-Form update nahi hai ya us par biwi ya shohar ka CNIC number nahi diya gaya, to bhi aap BISP kafaalat 8171 ka hissa nahi ban sakte.
10. Not Re-registering in the Dynamic Survey
Agar aap ne BISP Dynamic Survey dubara nahi karwaya, to bhi aapko BISP 8171 March 2025 payment update april 2025 me ineligible show kiya ja sakta hai.
11. PMT Score Above 32
Agar aapka PMT score 32 se zyada hai, to aap 2 saal tak BISP 8171 March Qist Payment ke liye eligible nahi honge. PMT Score Check karne ke liye aap 8171 web portal par apni maloomat daal sakte hain.
BISP LATEST UPDATE APRIL 2025👇
How to Fix These Issues?
- Apni CNIC aur B-Form ki maloomat NADRA se update karwayein.
- PMT Score Check Online karein taake eligibility ka pata chale.
- FBR aur bank transactions ka khayal rakhein.
- Agar aap ineligible hain to dobara survey karwa ke apply karein.
BISP Dynamic Survey Registration 👇

Conclusion
Agar aap chahte hain ke aapki BISP 8171 payment na ruke, to in sab wajahon ka khayal rakhein. new BISP 13500 Payment March 2025 online check ya kisi bhi qist ka status check karne ke liye 8171 Web Portal ka istamaal karein.
Agar aapka bisp portal PMT score check online by CNIC Pakistan me high araha hai to aapko 2 saal tak wait karna par sakta hai. Apni eligibility ko barqarar rakhne ke liye BISP Benazir Income Support Programme 8171 ki updates check karte rahiye.
IMPORTANT NOTE
Agar aapko ye article pasand aya hai to BISP updates ke liye 8171benazirhelp.com visit karna na bhoolain!

I am Sohail Asghar and I will provide you latest updates regarding Benazir income support program like Benazir Kafalat, Benazir Taleemi Wazaif, Benazir Nashunama Program and Dynamic Registry .