Benazir Income Support Programme (BISP) Today Latest Update 2025 mein ek naya notification jari kiya hai jismein un tamam beneficiaries ko program se nikaal diya gaya hai jinka PMT score 32 se zyada
Senator Rubina Khalid ne bhi is notification ki tasdeeq ki hai. Ab har beneficiary ko chahiye ke apna CNIC 8171 portal par check karein taake pata chal sake ke wo program mein eligible hain ya disqualify ho chuke hain.
Check CNIC on 8171 PortalBISP Latest Notification 2025
Benazir Income Support Programme (BISP) ne 2025 ka aik aur ahem update jari kar diya hai. Ab ki baar aik official notification ke zariye clear kar diya gaya hai ke jin beneficiaries ka PMT score 32 se zyada hai, unhein program se nikaala ja raha hai.
PMT Score 32 Se Zyada Wale Na-Ahil
BISP ki taraf se jari is notification mein kaha gaya hai ke sirf unhi logon ko program mein rakha jayega jo financial criteria par pura utarte hain. Jis beneficiary ka PMT score 32 se zyada hai, us beneficiary ko Benazir Income Support se nikaala jayega.
Yeh notification Senator Rubina Khalid ki taraf se confirm kiya gaya hai jo program ki oversight committee ki member hain.
8171 CNIC Check Online for Disqualification
Agar aap BISP ke registered beneficiary hain to zaroori hai ke apna 8171 CNIC online check karen. Isse aapko maloom ho jaye ga ke aap ab bhi eligible hain ya nahi. Bohat se logon ka data update nahi hua jis wajah se unhein disqualify kar diya gaya hai.
BISP Dynamic Survey Aur Data Update
Jo log abhi tak apna dynamic survey ya NSER data update nahi karwa sake, unhein foran BISP center ja kar apni registration update karni chahiye. Agar aapka PMT score 32 se kam hai to aap dobara program mein shamil ho sakte hain.
Notification ke Mutaabiq Provinces Mein Disqualification
BISP ki taraf se di gayi tafseelat ke mutabiq har province mein hazaron beneficiaries ko program se nikaala gaya hai:
- Sindh: 1,30,042
- KPK: 2,77,000
- Punjab: 2,43,380
- Balochistan: 45,280
- FATA: 43,445
- Azad Kashmir: 17,361
- Gilgit Baltistan: 82,970
- Islamabad: 2,094
Conclusion
BISP ke naye notification ne un tamam beneficiaries ke liye alert jari kar diya hai jo abhi tak apna data update nahi karwa sake. Agar aapka PMT score 32 se zyada
Foran apna 8171 CNIC online check karen aur apni eligibility verify karein. Notification ke mutabiq Rubina Khalid ne bhi confirm kiya hai ke jo log criteria par pura nahi utarte unhein program se hata diya jayega.
Waqt par apna data update karwana aur eligibility verify karna bohat zaroori hai taake aap BISP ki mustaqbil schemes se faida uthate rahen.
CHECK BISP PAYMENT 13500 STATUS ONLINE 2025
FAQs – Aksar Pooche Jane Wale Sawalat
Q1: BISP Notification 2025 PMT Score kya batata hai?
Is notification ke mutabiq agar kisi beneficiary ka PMT score 32 se zyada hai, to usay program se nikaala ja raha hai. Yeh action BISP ne transparency aur merit ko ensure karne ke liye liya hai.
Q2: PMT Score kya hota hai?
PMT (Proxy Means Test) score aik numerical value hoti hai jo aapki financial situation ko represent karti hai. BISP isi score ke base par eligibility ka faisla karta hai.
Q3: Agar mera PMT score 32 se zyada hai to kya hoga?
Aap disqualify kiye ja sakte hain aur aapko BISP payments nahi milengi jab tak aap dobara survey ke zariye qualify nahi karte.
Q4: 8171 CNIC check kaise karein?
Apna CNIC number 8171 par SMS karein ya 8171 BISP web portal par visit karein taake apna status check kar saken.
Q5: Dynamic survey kab aur kahan se karwaya jata hai?
Aap apne qareebi BISP center se dynamic survey karwa sakte hain. Is survey mein aapki family details aur financial status update kiya jata hai taake PMT score accurate ho.

I am Sohail Asghar and I will provide you latest updates regarding Benazir income support program like Benazir Kafalat, Benazir Taleemi Wazaif, Benazir Nashunama Program and Dynamic Registry .